Kyu chilah nai sakte
Jab awaz hai humme
Kyu chila nai sakte
Jab baat hai humme
sab ko samaj ata hai
ek khwab sa kuch kehta hai
kuch karke dikhana hai
humme uss jagah jaana hai
kyu chila nai sakte
jab badal humare sath hai
unke takraw main ghad ghadahat humare pass hai
neend jab khuli to dekha kyu hai humne
chaha tha jo wo kyu bane bas sapne
tika laga kar bhi baat nai bani
manzil humare pas thi par baat nai suni
kehna tha kuch par kisko kahe
baat ansuni ye kaise sahe
kyu chila nai sakte
in taliyon ki mashal main
fidrat hogayi abb kabar ki khal main
jo hua so hua abb age bade
in vadiyo main hum piche jhade
kyu chila nai sakte
jab awaz hai humme
kyu chila nai sakte
jab baat hai humme
No comments:
Post a Comment